Friday, June 02, 2006

Na thaa Kucch to Khuda thaa

Na thaa Kucch to Khuda thaa
Kucch na hota to Khuda hota
Duboyya mujh ko - honne ne
Na hota main - to Kya hota

Hua jabh gumm se yoon befikr
to gumm kya sar ke kutne ka
Na hota agar judda tan se..
to zaano par dhara hota..

Huee muddat ke Ghalib marr gaya
par yaad aata hai
woh har ikk baat pe kehna
ki yoon hota to kya hota..

No comments: